حریفِ جاں نہیں ہے پر دلِ ناکام کی دشمن
کہ یاد آنے نہیں دیتی عشقِ ناتمام کی دشمن
وہ نامرادی ہے کہ حسنِ جاناں بھی لگے ماند
اور کچھ وہ لگتی ہے ماہِ تمام کی دشمن
جن کا تصور بھی روک دیتا ہے پیش قدمی سے
وہ آنکھیں ہیں کہ مینا و جام کی دشمن
رضائے بت گر ِ اول سے ہی ٹھہری ہے وہ
تمام خراباتِ وفا کے اصنام کی دشمن
ابتدائے سفر میں ساتھ کون کون تھا نہیں یاد
کڑی نظر آتی ہے مگر انجام کی دشمن
نثار ہزار دوست اُس دشمن ِ دل پر
خصلتیں دوستوں سی ہیں سبھی اور نام کی دشمن
دشمن کا قصیدہ کچھ اُس کے حق میں ہے سند
صد ہزار سند اُس پہ ہے وہ گلفام کی دشمن گلفام غوری
Hareef e jaan nahin hai par dil e nakaam ki dushman
ke yaad aane nahin deti ishq e natamam ki dushman.
wo na muradi hai ke husn e jaanaan bhi lage maand
aur kuch wo lagti hai maah e tamaam ki dushman.
jin ka tasawwur bhi rok deta hai pesh qadmi se
wo aankhen hain ke meena o jaam ki dushman.
raza e but gar e awwal se hi thehri hai wo
tamam kharabaat e wafa ke asnaam ki dushman.
ibteda e safar mein sath kon kon tha nahin yaad
kari nazar aati hai magar anjaam ki dushman.
nisaar hazaar dost us dushman e dil par
khaslaten doston si hain sabhi aur naam ki dushman
dushman ka qaseeda kuch us ke huq mein hai sanad
sad hazaar sanad us pe hai wo gulfam ki dushman
Gulfam Ghauri

Comments
Post a Comment